loading...
Saturday, 7 January 2012
Mewar riyaasat me prachalit 5 prakaar ki mukhya pagdiya(saafe)
Mewar riyaasat me prachalit 5 prakaar ki mukhya pagdiya(saafe)-
1.Udai shahi [shasak-maharana udaisingh, maharana amar singh II]-
*Khag ek taraf jisme jari me lagi rahti he n teen pachhevadiya aur chandrama bandha jata he.
2.Amar shahi [shasak-maharana amar singh II]-
*pichhe ek pasa aur bich me jari rahti he, do pachhevadiya bandhi jati he aur khang me kiran v motiyo ki ladi lagae jati he.
3.Arasi shahi [shasak-amar singh]-
*khag upar nikla hua teekha ruedaar hota he, teen pachhevadiya aur jadau jewar aadi bandhe jate he.
4.Bheem shahi [shasak- maharana bheem singh]-
*pagadi ka bandhej shuru hua, khag mota v tote ki nok(beak) sa nikla hua ek taraf jhuka hua hota tha.
5.Swaroop shahi [shasak- maharana swaroop singh]-
*yah rue(cotton) ki do emliyo par bandhi jati he, khag aur bich ke paase me jari lagti he.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment